Mujhe pyaar karna nahin aata
Mujhe pyaar karna nahin aata, par jab tu nashe me hoga aur puraani baatein yaad karega toh teri saari baatein dhyan se sun sakti hu main, fir tujhe gale laga kar tujhse raat bhar lipti reh sakti hu main, Mujhe ishq karna nahin aata, par tere naa hone par bhi sardiyo ki raato me, thandi chalti hawaaon me, safede ke ped ke jungalon mein teri mehek mehsoos kar sakti hu main Fir tujhe paane ki chahat me, ya tujhe bas ek jhalak dekh lene ki umeed mein meelon paidal chal sakti hu main, tu jaha jaha se guzra hai, jahan … Continue reading Mujhe pyaar karna nahin aata